Phir aaj koi gazal uske naam na ho jaye,
aaj kahi likhte-likhte shaam na ho jaye,
kar rha hun intjar uski izhar -e-mohbat ka,
is intezar me zindgi tamam na ho jaye,
nahi leta uska naam sare-aam is daarr se,
kahi naam uska badnam na ho jaye,
Mangta hun dua jab bhi wo yaad aati h,
ki judai mere pyar ka anjaam na ho jaye,
sochta hun,darta hu aksar tanhai me,
uske dil me kisi aur ka maqam na ho jaye,
maine aaj bhi shama jala kar,baitha hu usi mod par,
ki unko aane me kahi shaam na ho jaye,
bs fir aaj koi gazal uske naam na ho jaye.......

No comments:
Post a Comment